Mount abu a beautiful place

Mount Abu Tourist visiting places in hindi


Mount abu ek bahut hi kubsurth hill  station hai jo Rajasthan ke sirohi dist. Me padta hai ye sumndr tat se 1200mi upar hai

Abu ek bahut hi kubsurth jagah hai ja desh Videsh se log Tourism aate hai ya World Famous Dilwara Temple ya hi sthit hai Es hill station ka sabse upari bag garu shikar hai jo sumndr tal se 1772 mi hai
Es purvat sikar par kai trah ke Waterfalls dekne ko milte hai or charo or hara bra dekne ko milta hai ye jagah etni sandhar hai jo praakrtik premiyo ko apni or akrshit krti hai

Naki lake


Western india ke rajasthan ke sirohi dist me abu mount aata sun 2011 ki janganna ke anusar ye rajasthan ke 3rd kam population aria hai mount abu historical tour site भ्रमण स्थल hai ye ye lagbag 5200 varg kilometers me fela hua hai eske
West me Jalore utri disa me Pali East me udaipur western me banaskant hai ye samast setr janglo or patro se bra hai
Abu mount ka granites punjak jile ke utar purvi setr se daksini puksmi setr ki trah krta hai Es jile ka daksini or daksini purvi hissa aravali parvat sreni or abu mount ke madye padta hai jo puri trah se pahadi elaka hai ya par puksmi bnas river or abu road hai

Mount abu contact details

 ●COUNTRY          ~     INDIA

 ●STATES              ~    RAJASTHAN

 ●DISTRICT             ~  SIROHI

● HEADQUARTERS  ~ SIROHI

● LOK SABHA SETR  ~ JALORE

●AREA                       ~  5136SQ KM

● LANGUAGE           ~  HINDI MARVADI

●PIN CODE              ~    307501

●CONTACT            ~   02974-243151
 TOURIST INFO             

DISTANCE FROM AHEMDABAD

4 H 41 MIN (228.1 Km)
VIA AHEMDABAD  - PALANPUR HIGHWAY RD/AHEMDABAD - PATAN HIGHWAY RD

Mount abu ka prachin name arbudachal hai purano me Es sthan ka jikr arbudharayn ke name se atha hai jiska art hai arbud ka jangal abu eshi arbudharayn sbd se nikla hua name hai asa mana jata hai ki garu vishist ne avkash prapt kr mount abu ke daksini setr me apna ses jivaan vethit kiya ek anye poranik kahani ke anusar asa mana jata hai ki arbud name ke ek surf ne eshi jagah par bhagvan siv ke nandi bel ke parao ki rksha ki thi Es gatna ke bad Es jagah ko arbudharayn kaha jane lga

Ya ek matha
Rani Arbudha devi ka mandhir bhi hai ja hr sal lako ki tadad me srdhalu ate hai

सन 1311 ई deora chohan ke Raja Rav Lumba ne eshi sthan pe vijay prapt ki thi
Jiski Rajdhani usne chandravati namak ek Medaani setr me stapit ki सन 1405 me chandravati ko htakar Lumba ji ne Shirohi me apna mukyalaya bnaya kalantr me british sarkar ne eshi jagah ko use krne ke liye Shirohi ke maharaja se lease per le liya tha

Hindi shayari Hindi motivational

■MOUNT ABU KE MUKYE STHAN

Mount abu ek ethihasik kubsurth jagah hai jise dekne ka har kisi ki man krta 
Esme ye bhahut hi kash sthan hai jise ap dekna kbi Mt bhulna

● DILWARA TEMPLE  

 Ye temple mount abu se 2.5 km ki duri      par hai Es temple ki nirman 11vi se 13vi satabdhi me hua Es temple ki mukye vishestaye sangamarmar pe ki gai karigari hai sansar ke kai sundar tirt sthalo me se ye ek hai
Dilwara Temple

 Es temple me 5 or temples hai jinka jain darm ke anuyaayiyon me adhik
mehtav hai jisme
VIMAL VASAI JAIN DARM KE 22VE TRITKAR NEMINATH PITHALHR RICHI PAARSHVANAAT aur do Temple  hai Bhagvan Mahaveer or RICHI RISHABH

●NAKI LAKE

 Naki lake mahtavpurn akrashan me se ek hai ye prachin dharmik jeel hai ye piknik ke liye ek utham jagah hai

Naki lake

Hindu mitak ke anusar ye jeel baskali namak raksas se apni jaan basane ke liye nakuno se kodha thaa or asa bhi mana jata hai ki rasiya bhalam namak ek karigari ne apne nakuno se ye jeel kodha tha ye jeel kafi Famous hai kiyoki Es jeel me mahata gandhi ki  estiyo ko visrjit kiya gya that jise ya gandhi gaat bna



●GO MUK TEMPLE 

Ye ek prachin temple hai asa mana jata hai ki garu vishist ne ye pe ek yeg kiya tha jiske falswroop char bade rajput kul ki utpdhi hue thi yaa par ek or esthan hai jise agani kund ka jata hai
Go muk temple

● WILD LIFE SANCTUARY


Ye aravali parvat sreni ke madye sthit hai sun 1980 ko ese wild life darja diya gya
Ye lagbag 280 vrg km feila hua hai


Ya par different different types ke ped pode vanspati pai jathi h ya apko 250 type ke vibin trh ke pasu paksi dekna ko milege

 eske alava ye jagah bi bhahut hi sandhar hai 👇👇👇👇

● ACHALGARH

●ABUROAD

●GARU SHIKAR

● TREVOR TANK

● SARE PUNJAB

●MOUNT ABU  WEATHER


•March to June.

Ye smaye mount abu me summer day ग्रीष्म ऋतु ka hota hai
Rajasthan me sthit hone ki vajah se ya sbi esthan pe tapman 32Degree Celsius se 35Degree Celsius tak hoti hai

•July to September

es smaye ya Monsoon ka smaye hota hai Monsoon ki saruaat ya Jun ke ke atim Dino se ho jati hai Es smaye ya Garmi kus rahat hoti hai

●October to February

Mount abu me ye smaye  शीत ऋतु ka  hota hai Es dhorahan ya bahut adhik tand hoti hai December se January maha me tapman 8Degree Celsius tak gir jata hai
Or ya kadake ki thand padthi hai


1 comment:

  1. आपकी Website बहुत अच्छी है। में ने आपकी Website को bookmark करके रखा है। आपके article भी काफी Useful है। Thanks for sharing very useful knowledge

    ReplyDelete

Featured Post

Samsung Galaxy M20 review

Samsung Galaxy M20 reviews Highlight   Samsung Galaxy M20 has dual rear camera setup Samsung Galaxy M20 runs on Android 8.1 ORIO ...